Behri Duniya
Single Track

Behri Duniya

Afsana Khan & Saajz

🎼 Music
✍ Lyrics
🏷 Label
📅 Released
18 Feb 2022

Download Album ZIP

Download Afsana Khan & Saajz - Behri Duniya album in ZIP format.

Lyrics

Tujhe Najdeek Se Dekha To
Laga Maula Sath Mein Baitha Hai
Haan Main Khudko Bhool Gaya
Tera Ehsaas Hi Aisa Hai

Shayad Main Kar Na Paun
Chalo Koshish Karta Hoon
Tumhari Tareef Mein
Thodi Shayari Ho Jaye

Khuda Kare Ke Mohabbat
Itni Gehri Ho Jaye
Jab Hum Dono Baat Kare
To Duniya Behri Ho Jaye

Khuda Kare Ke Mohabbat
Itni Gehri Ho Jaye
Jab Hum Dono Baat Kare
To Duniya Behri Ho Jaye
To Duniya Behri Ho Jaye

Hum Sath Mein Baithe To
Ye Baat Khatam Na Ho
Tum Ho Meri Bahon Mein
Ye Raat Khatam Na Ho

Haan Chot Lage Tujhe
Dard Ho Mujhe
Ishq Mein Hum Dono
Itna Kho Jaye

Khuda Kare Ke Mohabbat
Itni Gehri Ho Jaye
Jab Hum Dono Baat Kare
To Duniya Behri Ho Jaye

Khuda Kare Ke Mohabbat
Itni Gehri Ho Jaye
Jab Hum Dono Baat Kare
To Duniya Behri Ho Jaye

Teri In Zulfon Mein
Kaid Main Hona Chahoon
Gale Lagke Main Tere
Raat Main Sona Chahoon
Raat Main Sona Chahoon

Tu Mere Sapno Mein Aana
Haan Raat Ko Chupke Se
Hamein Nazar Lagane Wali
Jab Ye Duniya So Jaye

Hamein Nazar Lagane Wali
Jab Ye Duniya So Jaye

Tu Mile Na Mile
Allah Pe Choda Hai
Tere Se Pehle Dil Mera
Kitno Ne Toda Hai
Kitno Ne Toda Hai

Preet Sukh Ye Tune
Kaisa Jaadoo Kar Diya
Dil Tumhe Chaahne Ke Alava
Kuch Aur Na Kar Paye

Khuda Kare Ke Mohabbat
Itni Gehri Ho Jaye
Jab Hum Dono Baat Kare
Duniya Behri Ho Jaye

Khuda Kare Ke Mohabbat
Itni Gehri Ho Jaye
Jab Hum Dono Baat Kare
Duniya Behri Ho Jaye

Khuda Kare Ke Mohabbat
Itni Gehri Ho Jaye
Jab Dono Baat Kare
To Duniya Behri Ho Jaye
Haye Behri Ho Jaye

Share Song

WhatsApp Facebook

Song Description

Download Behri Duniya MP3 song by Afsana Khan & Saajz from album . Music by SHEVV BEATS and lyrics by Preet Sukh .

More Releases by Afsana Khan & Saajz